Birthday Jokes In Hindi, Girlfriend SMS Shayari

Birthday Jokes In Hindi, Girlfriend SMS Shayari
khuda buri nazar se bachaye ap ko,chand sitaron se sajaye aap ko,ghum kya hota hai ye aap bhool hi jao,khuda zindagi mai itna hasaye ap ko.
Dua mile bando se khushiyan mile jag se,sath mile apno se rehmat mile rab se,zindagi me ap ko be panah pyar mile, kush rahe ap duniya mein ziyda sub se.
Aasman ki bulndiyo par naam ho apka,chand ki darti par mukam ho apka,hum to rahte hai choti si duniya me,par kuda kare sara jhan ho apka.
Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand taare, janam din pe tuje kya du ye puche mujhse saare,zindagi tere naam kar doon toh bhi kam hain,daman me bhar du har pal khushiya me tumhare.wish u a very happy birthday
Main likh du tumhari umar chand sitaaro se,janamdin manau main phoolo se baharo se,har ek khoobsurti duniya se main lekar aau,mehfil ye sajaau main har haseen najaro se.happy birthday my dear
Dost tu hai mera sabse nyara,tujhe mubarak ho tera janmdin yaara,mere bhi na nazar lage tujhe kabhi udaas na ho tere yeh chehra jo bada hai pyara.
Yahi dua karta hu khuda se, aapki zindigi mein koi gam na ho,janamdin per mile hazaro khusiyan, chahe unme shaamil hum na ho.
Deepak me noor na hota, tanha dil itna majbur na hota, hum aapko khud bday wish karne aate, yadi aapka aasiyana itni dur na hota.. happy birthday
Thofa mai tujhe aaj mera dil hi deta hu, yeh hasin mauka gawana nahi chata hu,apne dil ki baat tumhare samne batlata hu, aur tumhare janam din ki shubh kamnae deta hu.
Aap wo phool ho jo gulshan mein nahi khilte, par jis pe aasmaan ke farishte bhi fakar hai karte, aap ki zindagi hadd se zyada kimti hain, janam din aap hamesha mnaye yu hi hanste hanste. janamdin mubarak
Birthday Jokes In Hindi, Girlfriend SMS Shayari